Wednesday, August 27, 2014

Nazme Aalam badal rahaa hai

Below are some excerpts from the Bayan of Moulana Sajjad Nomani in Qadariya Masjid, Bangalore

Sunte hain sunte hain lekin badalte nahi ...Mufti Shoebullah Khan Sab

Mufti Ameerul Hussaini worked a lot..during creation of Israel ...but no one listened

Nazme Aalam badal rahaa hai
Allah jaante hain hamare liye kya muzir hai aur kya achcha

Gaza ke shaheedon ka aur baitul muqaddas ka waasta deta hun kya ab bhi hum tauba nahi karenge

Gunahon ki wajah se Allah ki madad ruk jaati hai

Drawing room me baith ke islaah nahi hoti

Apni islaah ki koshish..aur Allah se kareeb hone ki hum kyon koshish nahi karte?

Aaj hum bayaan sunkar mumtahin ki tarah bayaan karne waale ko pAs ya fail karte hain

Apni ghaltiyon ko chun chun kar khatam karne ki koshish karen

Ittehad paida hota hai nafs ki islaah se

Apni  zindagi ka meeyar ko saada karo

Bachcho ki barbaadi ka bahut bad a sabab maa baap hai

Apni fuzool kharchiyon ko kam karo

Baith ke socho apne gunahon ko, Khud!

Commentary karna bahut aasaan hai
Gaza ka haalaath commentary karnewalon se nahi badle
Jaan ki baazi laganewalon se badalte hain

No comments:

Post a Comment