Sunday, June 19, 2016

Kyon ki woh khud ko nahi badalta


"Insaan, Ghar badalta hai ... Libaas badalta hai ..... Rishte badalta hai ... Dost badalta hai .... Phir bhi pareshaan kyon rehta hai .... Kyon ki woh khud ko nahi badalta " ....

Isiliye to Mirza Galib ne kaha tha:

"Umer bhar Ghalib yahi Bhool Karta raha, Dhool Chehre pe thi, aur Aina saaf karta raha"...

"Fark Hota hai khuda aur Fakir mein.. Fark hota hai kismat aur Lakir mein, Agar kuch Chaho Aur na Mile, To samaj Lena ki kuch aur Accha Likha hai Takdir mein."

Har Pal mein Pyaar hai, Har Lamhe mein Khushi...
Kho Do to Yaadein hai, Jee Lo to Zindagi....
Mat Socho ki Zindagi mein Kitne Pal hai, Yeh Dekho ki Har Pal mein, Kitni Zindagi hai....

No comments:

Post a Comment